|
|
|
Jab jab
hame pyaas lagti hai,
Unke aane ki aas lagti hai.
Unki deewangi main hum ho gaye itne deewane,
Ki har ladki ki maa apni saas lagti hai.
|
|
|
|
| |
|
|
|
Idhar
khuda hai, udar khuda hai,
jidar dekho udar khuda hai,
idhar-udhar bus khuda hi khuda hai
jidhar nahi khuda hai....udhar kal khudega!
|
|
|
|
| |
|
|
|
Tere
julf hai ya andheri raat ka saaya
Tere julf hai ya andheri raat ka saaya
Sar mundwale to savera ho jai.
|
|
|
|
| |
|
|
|
Kehte
hai ishq mein neend udd jaati hai,
Koi humse bhi to ishq kar k dekhe,
Kambhaqt hume neend bahut aati hai.
|
|
|
|
| |
|
|
|
Dekha
unhone hume jab apni tirchi nazron se
Hum to madhosh hi ho gaye,
Jab pata chala k nazrein hi tirchi hai,
Hum to behosh hi ho gaye!
|
|
|
|
| |
|
|
|
Yaro
mere marne k bad aasu na bahana,
Agar meri yaad aaye to upar chale aana
|
|
|
|
| |
|
|
|
Shaadi k
pehle......
Takdir hai magar kismat nahin khulti,
Tajmahal banana chahta hoon lekin
Mumtaz nahin MILTI,
Shaadi k baad......
Takdir hai magar kismat nahin khulti,
Tajmahal banana chahta hoon lekin
Mumtaz nahin MARTI!
|
|
|
|
| |
|
|
|
Unki
gali k chakkar kaat te kaat te kutte humare yaar ho gaye,
Wo kutiya to hamari na hui, hum kutto k sardar ho gaye.
|
|
|
|
| |
|
|
|
Itna
khubsurat kaise muskura lete ho,
Itna qatil kaise sharma lete ho,
Kitni aasani se jaan le lete ho,
Kisi ne sikhaya hai...ya bachpan se hi kamine ho?
|
|
|
|
| |
|
|
|
Susti bhare jism ko jagaate kyo nahi,
uthkar sab k samne aate kyo nahi,
SMS bhi tumhara smell maarta hai..
Jara himmat kar k nahate kyo nahi..
|
|
|
|